Black Hat SEO And White Hat SEO
Namskar dosto kya apko Black Hat SEO and White Hat SEO bare me pata hai? Agar nahi pata he to aap sahi jagah par ye
article read kar rahe he. Kyoki mene yaha par bahut hi vistar se is
topic par likha hai taki apko bhi iske bare poori jankari mil sake. Dosto aaj
har koi is blogging ki field work kar raha hai to unko in dono Black Hat SEO And White Hat SEO ke bare me pata hoga agar nahi pata hai to aap aap hamare is article ko
poora dhyan se padhiye taki aap koi
galati na kare agar apne ye agalati ki he to apke pass abhi mauka he apni
galati ko sudharne ki. Dosto apko SEO kya hota he. What is Search
Engine Optimization kisi website ya blog ke liye kyo jaroori hota garar nahinpata to aap hamari seo kya hai wali
article ko follow kare. SEO ek aisi process hai jiski sahayata hai aap apni
website ki search Volume aur organic treffic ko increase kar sakte hai. Aaj ke
is comptition ke daur me duniya ke lakho Bloggers
jaldi se jaldi popular
hokar duniya me famous ho jana chahate
hai aur jaldi se jaldi crorpati ho jana chahate hai. Aise bloggers me patience
nahi hota hai. Iske liye ye log
youtube par aisi trick khojate rahte hai
.jiski help se bo jaldi se apni website ya blog ko ranking me le aate hai . dosto iske liye new bloggers
ko black hat seo he achchha koi tarika dikhai nahi deta hai. Kyoki black hat seo se jaldi hi unko achchha result
mil jata hai. Lakin dosto ye google ki nazar m illigal hai. Isko new blogger
paise dekar bhi karwate hai. Aur agar apki website me quality he to apke compatitar
dusro se apke website ka black hat seo karwake bad backlink bana
dete hai.
Dosto ye to apko pata hai hi hoga ki kisi website ka seo kitana importante
hota . kyoki seo hi ek aisa tarika he jiski madad se google ya bing jaise
search engine ko pata chalata he apki website me kya metrial he aap logo ke
liye kya chiz ki knowladge dete hai.
Dosto ye seo ( search engine optimisation) bhi teen type ka hota hai
1-
White hat seo
2-
Black hat seo
3-
Gray hat seo
In dono ki jaankari mene poore article
me di he. Kisi website or blog ka jitna jyada achchha seo kiya jayega vo
website utani hi jaldi rank karegi. Jitna jyada apki website par traffic aayega
apki website ki value google me badhegi.
Aur baat to apko pata hi hai ki diniya ka koi bhi search engine chahe bo
google ho ya bingya ask ya fir yahoo ye sab apne apne algorigm kisi na kisi
based par kkam karte hai tabhi apki website first page me show hoti hai. Iske liye jitani
achchhi apke pass seo ki technique hogi utani hi achchhi apki website ranking
me hogi aur apki kamayi bhi utani hi jyada hogi. Jisme ye tino
type ke seo kaam karte hai-Black Hat, White Hat aur Grey Hat SEO. Ab
in tino me back hat seo ko log jyada use karte hai kyo ki iske result bahut
jatdi mil jata hai. Ab in tino ke me antar kya hai ye bhi apko bata deta hu to
inme specific SEO techinque ka hi diffarent hai. Jiski bajah se ye tino ek
dusre se kafi alag- alag hai. Isiliye me sochha kyo na apko BLACK HAT SEO
AND WHITE HAT SEO ki basic information share kar du. BLACK HAT SEO AND WHITE HAT SEO full knowladge in hindi.
Black Hat SEO and White Hat SEO Full Guide
Dost baise to mene oopar hi bata diya hi ki in dono me mukhya antar kewal
SEO TECHNIQUES ka he. Fir bhi me apko white hat seo ke bare me aur
bata du ki white hat seo me Seorch engines ki guideline ko fillow kiya jata hai.
Ise base ki website long time tak chalati hai. Aur vahi BLACK HAT SEO me
jo Techniques ko follow kiya jata hai un website ko search engine apne searver
se nikal deta hai aur aisi website ko google ban kar deta hai. Me bhi apkao
kewal white hat seo ki hi salah dunga kyoki mehanat ka fal mitha hota hai. Mera
apse yahi samjhana he ki black hat seo he kuchh jaldi apki website and blog
popular ho sakti hai par hamesha ke liye nahi kyoki black hat seo search engine’s
guaidelines ko follow nahi karti hai. Aur isme kewal sarch engine ko hi mahatwa
diya jata hai na ki logo ki bhawanao ko ki logo ko kya chahiye. Friends jo apne
blog and website par long term kaam nahi karna chahate hai bo black hat
techniques ko use karte hai jisme only apni website ko adult website se link
kardete hai kyoki aisi website par log jyada search karte hai isliye. Ye
technique only Keywords Stuffffing, Link Farming And Hidden Text Etc. Lakin
iski bajah se apka website index ki jagah de-indendex ho jata hai. Aur aur aisa
aap kabhi nahi chahenge. Aur apka website ya blog ban ko. Aur idhar white
hat seo me kewal human audience ko hi target iya jata hai jiske result apko
late dekhane ko milte hai parantu lambe samay ke liye. vahi white hate hat seo
me kewal kuchh technique ko hi use kiya jata hai jiski koi bhi search engine
bhi permition deta hai jaise backlink, do-follow backlink, comment backlink,
keyword Analysis, keyword research , rewrite meta tags, LSI Kywords, and link
building etc. Inka aap white hat seo me ude karke aap lambe samay tak work kar
sakte hai.
Who is Best White Hat vs Black Hat SEO
Dear Friends hum seedhe-seedhe
ye nahi bata sakte hai ko white hat seo and black hat seo me se kon jyada
achchha hai lakin timing ke hisb se baat karoo to BLACK HAT SEO achchha
rahata hai par kuchh samay ke liye kyoki ye google ki nazar me ek kharab rasta
hai bahi agar me WHITE HAT SEO ki baat karoo to ye sabse jyada tikau aur
labme samay tak work karta hai thoda late sahi parantu sabse jyada valuable he.
Kyoki ye logo ke dwara search kiya jata hai jabki black hat me automatic
coumputer se traffic generate kiya jata hai . ab apko faisala karna hai ki apko
konse par work karna hai.
Features and Techniques Used in Black hat SEO
BLACK HAT SEO bo sabhi illigal techniques
ko use kiya jata hai jinki duniya koi search
engine permmision nahi deta hai. In illigal tariko ka use karne ka matalab hai
ki aap google ya bing ke rules and regulations ko nahi mante hai. Aur agar aap
is trick me pade jate hai to apko iski bhari kimat chukani pad sakti hai. Black
hat seo ka sidha sa matalab hai jaldi se success pana lakin jaisa kimene apko
upar ke peragraph me bhi bataya hai ki ise labme time ke liye nahi kar payenge.
Kyoki mene 5 saal me karib 5 lakh se jyada websites ko aise hi kaam karte aur
google ke dwara unko bahar karte dekha hai. Ab unke apko kya naam batau mujhe
thik se yaad bhi nahi.
Dosto ab me apko iske kuchh techniques aur features ko bhi apko bata deta
hu kyoki isse apko pata chal jayega ki kahi aap bhi anjane me aisa to nahi kar
rahe hai.
1. Spam dexing :- yah aisi galat practice
aur habit hai. Ki isme owner baar-baar unrelated phrases ko repeat karta
hai taki uski post ya article quickly rank kar jaye ab use article se kisi
benifite mile ya na mile. lakin ye spamming hai ise google bahut pakad leta hai
isliye aap ye galati kabhi na kare.
2. Keyword Stuffing :- ye aaj ke blogger aur website owner
bahut karte hai. Isme kuchh User specific
keywords ko apne article
me jabardasti bhar deta hai. Kyoki uska maksad kewal apne article ko fast rank
karana hota hai jabki google ka seo systen 1000 words par 4 se 5 keywords ko
use karne ijajat deta hai. Aab ap kud hi socho ki koi keyword baar-baar apki
ichchha ke apko padhane ko mile to apko kaisa lagega jahir si baat hai aap use
website ko dubara se visit hi nahi karenge . to
aap bhi aisi galati na kare . agar apko ye nahi pata hi keyword kaise use kare
to aap ye article padhe click here
3. Invisible Text :- shayad ye word aap pahale na sune ho
lakin black hat seo me aisa bhi hota hai. Isme user practice
kuchh spacile keywords
ko white text write karke fir use white backgroung is tarike
se rakhata hai ki jyada se jyada google
ke spiders ( google ka keyword finder jo har article ko check karta hai) ko
dikhai de lakin hum yani visiters ko ko dikhayi na de. Dosto ye bhi aankho me
dhool jhonkane ke saman hai. Isliye aap bhi aisa na kare.
4. Doorway Pages :- ye aise fake
pages ya jhoote page hote hai jinko reader dekh nahi sakte lakin google search
engine ke spiders dekh lete hai lakin ye pages vastav me hote hai nahi ab socho
jo log google jaise search engine ko dhokha de sakte hai socho vo kitana bada
galat kaam karte hai. Kyoki app jaise sachchhe log salo methanat karke rank
nahi kar pate hai aur bo bina mehanat ke hi maze le rahe hote hai isliye aap bhi aisa
na kare.. in fake pages ko only site ki ranking ke liye hi banaya jata hai.
Google ise bardast nahi karta hai.
5.Invisible iFrames :- ye bahut khatarnak hidden pages hote hai jinko only visitors hi dekh pate hai, jis bhi hosting company hoti
hai vo bhi in hidden pages ko view nahi kar pate hai, apne dekha hoga app jab
bhi aisi website pa jate hai to apki prmission ke bina bahut si unwanted files
apke pc ya smart phone me background me automatically download hoti rahati hai
ye trick bhi google ki nazar illigal he. Aap aisi site se bache aur kabhi bhi
aisi websites se backlink na le.
6. Link Farming :- ye sidhe-sidhe apke backlink ki bad quality ko
banata hai agar apne us websites ki poori detail ko nahi dekha. Jaise yadi aap
kisi aisi jagah par apna ghar banate jaha ke log kharab hai. Sidhi si baat hai
apke ghar ko bhiaise logo ki maujudagi prabhav jaroor padega. Bas same
condition virtual world me bhi hoti hai. Kyoki link farm ya FFA Pages ka ek hi
target hota hai ki koi bhi new website ya blog ko bahut sare unwanted or
unrelated pages se jod diya jata hai jaha se apko traffic to zero percente
milta hai lakin unke websites par apki website ya blog maujudagi hi apki
website ko permantly ban karwa degi. Kabhi kabhi mujhase ye question poochha
jata hai he ham to haisa nahi karte hai to apko bata du aisa apki comptitor
karte hai taki apki website rank down ho aur unki rank high ho jaye.
7. Meta Keywords :- Dosto Meta Keywords ye vo short
list hoti hai jo kuchh chuninda
words ko use karne se ye batati hai ki apka article ya website me ki chiz se
related article hai. Aur apke visiters un keywrds ki help se hi apke website
par aate hai lakin kya ho jab aap koi perticular word ko type kare kisi website
par jate to baha keyword ke viprit alag hi samgri milti hai. Aap kabhi bhi aisa
na kare. Metatages kaise use kare to aap ye articlejaroor .
Features and Techniques Used in White Hat SEO
FRIEND itna to aap jaan hi chuke hai ki white hat seo ka maksad search engine
ko mahatwa na dekar user/visiters ko target karna hota hai. Jisme aap pane user
tak useful informations ko apne article ke madhyam se pahuchana chahate hai.
Aur ha white hat seo google/bing jaise search engine kie sare rules ko bhi
follow karta hai. Aur ye bhi search engine dekhata hai ki apke article me jo
bhi content hau vo google ke dwara index kiya jata hai. Aur apke sare articles
ko visiters read kar sakta hai. White hat seo ka maksad hai sahi jankari ko
logo tak pauchana. Neche mene kuchh cross linking aur link building, backlink
etc kuchh futures aur techinicques ko samjhaya hai.
1.
Quality Contents/ Unique Contents-
Ham Jab kabhi bhi SEO ki baat karte hai ya kisi sunate hai to Ek Shabd
Always Sunte hai “Unique Contents is The King Of Seo” Ya Fir App ye “Quality
Content is King” jaroor sunte honge. Dosto iska kya matalab hai. Chaliye ise
bhi jaan lete hai . ahar apne jab bhi koi article write kiya aur uska apne uska
bahut achchhe se uska seo kar liya to isse aap kuchh time ke liye rank to kar
loge but hamesha ke liye kyo nahi iska answer me apko deta hai dosto article
likhana aur uska seo karna bahut aasan kai lakin jab tak apke article me dam
yani quality nahi hai tp visiters ek baar aake dubara apke website par nahi
aayenge . kyoki apne jo article likha vo only google ke first page par aane ke
liye likha visiters ke liye nahi likha agar apke content me dam hoga to visiter
baar-baar use read karenge. Ek aur baat dosto content ko google me searchable
to banaya ja sakta hai but readable nahi. Kyoki visiters google apr apne
problems ka solution search karte hai apke
article ka seo nahi . isliye meri apko personal suggesation hai ki aap
hamesa logo human’s fealings target kare to fir aapko jo result milenge vo
bahut hi shandar honge. Isko me apo ek example dekar batata hau- man lijiye
apko apple ka latest purchage karna hai to sabse pahale aap google me uske bare
me poori jankari dekhenge jaise uske price, models, color, size,wait,
camera,pixals, ram and rom etc. Jab apke
search result me result show hua jisme se aap do teen webstes ko compare
karenge dekhenge ki konsa apko best knowladge de raha. Tino webstes me apke
perticular apple mobile ke bare me alag-alag type se kuchh aisa milega.
Ye bhi read kare what is google in hindi
Website-1
: maan lijiye is website me apke
perticular model ke bare only ek hi page me short information di gayi hai. Baki
ke 3-4 peragaraph me only apke faltu ke text bhare pade hai jaise all mobile
companies ke name likhe huya hai. Fir last me phones modles ki list bana di
gayi hai to apko kaisa lagega bo article read karte.
Website
-2 : ab aap
dusri website ko open karenge jisme apko perticlar modals ke bare me 3 pages me
jyada information milegi jaha par apko apple mobles ke sari jankari ko thoda
jayad diya gaya hai tatha pahali websites se achchhi jankari hai. Isme aapko 2nd
wali website jyada pasand aaygi. Kyoki isme apko aur jyada information mili. Yaha apko ye pata chala ki apko konsa modal lena
chahiye.
Website-3 : aab
aap 3rd number ki website ko kholenge to to yaha apko apple mobiles
ke bare me koi 10-15 page ka achcha khasa article mila to aap use bade hi dhyan se read karenge
jisme sari mobile ke hardware, software, applicaltion , spacil jaankari bhi
mentition he aur apko kai phones ko compare bhi karna aasan ho jata hai. To
apko isme ye bhi pata chal jata hai ki konsa models lena chahiye konsa apke
liye best rahege.
Ab sawal ye aata
hai ki aap konsi website ko future me visit karna pasand karenge jahir si baat
hai aap 3rd wali website ko hi visit karenge. Dosto isliye “Unique
Content is King for Seo” kaha jata hai apko bhi kuchh aise hai kaam karna
hai poore man ke sath. Apka page rank kyo nahi hoga . aur nahi hoga to ham
jabardasti rank karwayenge
2. Mark Up and Separate Content Structural use for Presentation –
Dosto google Search engines hamesha hi ko value deta hai Structural Content google pahali pasand hai. Kyoki Separate Content me jo bhi ap information de rahe ho bo part wise mil jati hai aur article me ghas-phoos nahi rahata hai. Jo google aur visiter dono ke liye best rahata hai. Aur sahi jagah par sahi heading ko use karne se google ko apko article index karne me koi problem nahi hoti aur apki sabhi heading me apke main- main keywords bhi badi aasani adjust ho jate hai. Isliye koi bhi article likho hamesha Separate Content ke sath . Mark Up and Separate Content Structural ho aur google ko bhi index karne me koi problem na ho kyoki jab ab apke article se google confuse ho jayega to sochiye visiters ka kya hoga. Dosto ye baad me apko apne dil se bata raha jo apko koi bhi nahi batayega.
3. Titles and Meta Data Use in article-
apke article me hamesha proper tile aur metatags/ meta data ka use kare agar apko nahi pata to aap ye bhi padhe doto metatags ka use karna apke liye bahut hi jaroori haibaise mene apko pahale ooper bata diya hai ki black hat seo me metadata ka bahut hi galat tarike se use kiya jata hai ahur google aur visiters ko bharam ho jata hai. Me yaha apko white hat seo ke anusar human requirement ke hisab se topic wise meta data aur tiles ka use karne ki salah dunga.aur apko ye hamesha dhayan de ki apke article se logo ko kitana benifit milega. Jab aap aisa karenge to apka main article jo hai kitane jaldi rank karega. metatags kaise usekare click here
apke article me hamesha proper tile aur metatags/ meta data ka use kare agar apko nahi pata to aap ye bhi padhe doto metatags ka use karna apke liye bahut hi jaroori haibaise mene apko pahale ooper bata diya hai ki black hat seo me metadata ka bahut hi galat tarike se use kiya jata hai ahur google aur visiters ko bharam ho jata hai. Me yaha apko white hat seo ke anusar human requirement ke hisab se topic wise meta data aur tiles ka use karne ki salah dunga.aur apko ye hamesha dhayan de ki apke article se logo ko kitana benifit milega. Jab aap aisa karenge to apka main article jo hai kitane jaldi rank karega. metatags kaise usekare click here
4. Keyword Research and Effective Keywords kaise use kare
Dosto jab bhi koi article likh rahe haito apko sabse pahale apko keyword ki research kare. Jissi apko apta chal jayega ki log kya search kar rahe hai aur apko kya likhana chahiye. Iske liye apko bahut sare keywords research tools ka use kar sakte hai. Keywords kaise use kare ye aricle bhi aap yaha click karke read kare yaha mene saara details me bataya hai.dosto aap hamesha koi singl keyword use na kare isse jyada achchha logtail keyword better rahata hai . kyoki multi keywords se user kahi na hahi ghoom fir ke apke article tak aa jate hai. Aur apko hamesha multi words hi use karna hai taki jyada se jyada log tak apka article jaye. Aisa karne se aap jyada se jyada organic traffic generate kar payenge. Apko apne keywords ko kuchh is prakar se add karna hai jisse apka article google/bing jaise search engine me search result me dikhai de jaye.jiske liye aap nechhe diye gaye steps follow kar sakte hai ya fir aap hamari seo friendly post kaise likhe ko padhe yaha apko poora idea aa jayega ki apko kya karna hai.
Dosto jab bhi koi article likh rahe haito apko sabse pahale apko keyword ki research kare. Jissi apko apta chal jayega ki log kya search kar rahe hai aur apko kya likhana chahiye. Iske liye apko bahut sare keywords research tools ka use kar sakte hai. Keywords kaise use kare ye aricle bhi aap yaha click karke read kare yaha mene saara details me bataya hai.dosto aap hamesha koi singl keyword use na kare isse jyada achchha logtail keyword better rahata hai . kyoki multi keywords se user kahi na hahi ghoom fir ke apke article tak aa jate hai. Aur apko hamesha multi words hi use karna hai taki jyada se jyada log tak apka article jaye. Aisa karne se aap jyada se jyada organic traffic generate kar payenge. Apko apne keywords ko kuchh is prakar se add karna hai jisse apka article google/bing jaise search engine me search result me dikhai de jaye.jiske liye aap nechhe diye gaye steps follow kar sakte hai ya fir aap hamari seo friendly post kaise likhe ko padhe yaha apko poora idea aa jayega ki apko kya karna hai.
Use these steps in your aricle-
·
Title
·
Meta Description
·
Meta Keywords
·
Heading Elements
·
Text
·
Alt Tag
·
Title Tag
·
Links
·
Permalink
5. Quality Inbound Links and link Building in hindi
Quality Backlinks ka matalab hai ki apko aisi website se lana jo visiters ko ye batata hai ki apke article me jo knowladge diya gaya hai bo kitana authantic hai. Isse apke website ka aur apke article ka value badhega google bhi use achchha manega dosto backlink ek guarantee ke jaisa hota hai. Isliye apko hamesha aise website website website se backlink lena hai apke domain name se related ho jaise apki website technology se related hai to apko techelogy se hi related website se do-follow backlink genarate karna hai. Backlink kaise banaye ye janane ke liye yahaclick kare.
Quality Backlinks ka matalab hai ki apko aisi website se lana jo visiters ko ye batata hai ki apke article me jo knowladge diya gaya hai bo kitana authantic hai. Isse apke website ka aur apke article ka value badhega google bhi use achchha manega dosto backlink ek guarantee ke jaisa hota hai. Isliye apko hamesha aise website website website se backlink lena hai apke domain name se related ho jaise apki website technology se related hai to apko techelogy se hi related website se do-follow backlink genarate karna hai. Backlink kaise banaye ye janane ke liye yahaclick kare.
का मतलब है की ऐसे Websites से link जो की ये बताएं की आपके Content में जो तथ्य दिया गया है वो authentic हैं. इसके प्रमाण में वो अपने Website में आपके Links को प्रदर्शित करेंगे. इससे आपके content का महत्व बढेगा. इसलिए अच्छे backlinks
का बहुत ही
ज्यादा महत्व है. और हो सके तो ऐसे websites
से link लायें जो की आपके domain से सम्बंधित हो. जैसे की अगर आप technology के बारे में लिखते हैं तो आपको backlink
technolgy related website से लाना होगा. Iske sath-sath hi apko quality inbound link/ 2.0
backlink bhi create karna hai jiski madad se apki website ki gogle search
engine me ranking badhegi.
ye bhi padhe adsense approval ki 10 best tips
Black hat vs White hat SEO’s Effects in Hindi
Dosto man lijiye ki Black hat SEO ki madad se aap
apne blog or website ko bahut hi fast aur ahut achchhi rank me
pahucha sakte hai but agar aap google ke analisys system me pakde gaye to aapki
website hamesha hamesha ke liye black list ho sakti hai ya apki website ya blog
par bahut jyada penality fine bharani pad sakti hai kyoki aap ek galat raste se
google jaisi vishal company ko cheat karke earning kar rahe hai. unethical practice ka use kiya apne .isliye short
term ke liye Black hat SEO achchha hota hai but agar aapki website
ko long term ko bahut bada nuksan ho sakta hai. Aap google bahut
sare updates ki history utha lijiye ki jab bhi Google
ne apne new algoritms
me implementation (update) kiya hai tab-tab in Black hat SEO karne walo ko bahut bada nuksan
uthana pada hai yaha tak ki unki website ko search result se utha kar bahar fek
diya hai jo aaj tak search me nahi aa paye hai. Isliye me vijay singh baghel
apka bhai apko aisa na karne ki salah deta hu hamesa aap unick article likhiye
aur logo ki help ke aur unko sikhane ke
liye likhiye apko ki bhi seo ki jaroorat nahi padegi.
Panda
Panda Update Google ka bahut important update hai jo apke High-quality content/article ko list karta hai. Is panda update se low quality contlow-qualityogs ki ranking ekdum se kam hoti chali gayi hai.
Panda Update Google ka bahut important update hai jo apke High-quality content/article ko list karta hai. Is panda update se low quality contlow-qualityogs ki ranking ekdum se kam hoti chali gayi hai.
Aab 2018 se to india me aisi hazaro website ko ban kiya ja chuka hai ye
kaam aage bhi jari rahega.
Penguin
Google’s Penguin update ko google only black hat SEO techniques ko use karne walo rokane ke liye hi laya tha. Black hat seo ki madad se lakho logo ne Link Form ( bad backlink) generate kar liye aur google ki search rank ko bhi hila kar rakh diya tha. Lekin prngiin update ke baad google ne lakho website ko penalize( search list se nikal diya) aur google webmaster ko aise website ko aise bad backlinks ko turant remove karne ki kaha. Negative SEO
isko aap control nahi kar sakte hai ki konse kharab website se apke website par bad baklink create kiya gaya hai backlink. Kyoki iske bare mere samne kai aise case/mamale samne aaye hai jaha apka Competitors link farms paise dekar apki website rank ko down karne ke liye paise deker apki Website ko Links farms (jo bad backlink banate he) aisi website konsi hoti hai Example 9 adult websites, porn movies websites, gandi website jo ) jo google ki nazar me blacklist hoti he link maker aisi website ko jod dete to apki website automatic search engine me down hoti chali jati. Isliye apko apni website ya blog ko har month analysis karte rahana chahiye kahi apki website kisi black list website se to nahi judi nahi hai. Kahi apki website ko bad backlink se to nahi joda gaya hai
Google’s Penguin update ko google only black hat SEO techniques ko use karne walo rokane ke liye hi laya tha. Black hat seo ki madad se lakho logo ne Link Form ( bad backlink) generate kar liye aur google ki search rank ko bhi hila kar rakh diya tha. Lekin prngiin update ke baad google ne lakho website ko penalize( search list se nikal diya) aur google webmaster ko aise website ko aise bad backlinks ko turant remove karne ki kaha. Negative SEO
isko aap control nahi kar sakte hai ki konse kharab website se apke website par bad baklink create kiya gaya hai backlink. Kyoki iske bare mere samne kai aise case/mamale samne aaye hai jaha apka Competitors link farms paise dekar apki website rank ko down karne ke liye paise deker apki Website ko Links farms (jo bad backlink banate he) aisi website konsi hoti hai Example 9 adult websites, porn movies websites, gandi website jo ) jo google ki nazar me blacklist hoti he link maker aisi website ko jod dete to apki website automatic search engine me down hoti chali jati. Isliye apko apni website ya blog ko har month analysis karte rahana chahiye kahi apki website kisi black list website se to nahi judi nahi hai. Kahi apki website ko bad backlink se to nahi joda gaya hai
Final Word-
Dosto mujhe poori aasha hai ki ye article black hat seo and white hat
seo kya hai iski apko poori jankari mili hogi aur ummid karta hu apko isse
kuchh naya sikhane ko mila hoga aur jo apne galtiya ki hai unko sudharne ka bhi
time mil gaya hoga. Aur dosto aap logo ko black hat seo and white
kiimportant techniques ke baare me pata chal gaya hoga. Meri aap sabhi se
chhoti request hai ki agar apko ye mera chhota saprayas apko achchha laga ho to
ise jyada se jyada logo ko share kare taki agar bo log ye kar rahe hai to aisi
mistak na kare nahi to unka blogging ka career khatam ho sakta hai.मुझे पूर्ण आशा Dosto me hamesha ye koshish karta hu ki apko aur bhi achchhi knowladge
share karoo to please aap app hume comment karke jaroor bataye aur mujhe meri
kamiyo ke bare me bhi bataye taki me bhi apni galatiyo ko sudhar sakoo.
Thank you so much apse fir milenge ek aur new intresting topic ke sath
Nice information
ReplyDeletebahut hi badhiya article hai bro. Thanks for sharing
ReplyDeletethanks gaurav
ReplyDeletenice article.. aapne bahut ache se is topic ko btaya hai. complete information di hai.. nice work
ReplyDeletewow great artical your blog is best very useful posts
ReplyDeletepost are very easy to understand
thankuh so much for theese post
keep it up bro
my website
https://www.instanttrick.com
Really Good Detailed Information, thank you for sharing your thoughts
ReplyDelete