what is ubuntu
Type Here to Get Search Results !

what is ubuntu

Linux operating system ki Jan kariye


download ubuntu server ko kaise download kare, iske kya-kya benefit he . iski hum achchhe se baat karenge aap post ko dhyan se padhe
ubuntu free download,what is ubuntu,what is ubuntu operating system,what is ubuntu operating system hindi download free

what is ubuntu 


what is ubuntu operating system

ubuntu kya hai: ubuntu yah ek old african launguge ka word hai- jiska hamari hindi me arth rarvoday(सर्वोदय) yani sabka uday hota hai. linux ek debian based linux operating system hai. ab ubuntu ka  matalab’ humanity to others’ ya dusaro ke prati manavata. ise english me ‘i am what ?i am because of who we all are?’. bhi hota hai.dosto ye linux os ,ubuntu operating system .internet world ke sabhi computers ke sath share kiya ja sakta aur ye bilkul free of cost available hai. share it personal computers, smart-phones and network servers bilkul free of cost available. ubuntu gnu general public license (gpl) based par kaam karta hai jo sabhi tarah ke linux ke applications softwares already default install rahate hai .jo free me hi available ho jate hai jinke liye hume kisi bhi tarah ki license key kharidane karne ki jaroorat nahi padati hai . in sab baato se ye pata chalata hai ki linux(ubuntu) open source operating system hai. jo hume sabhi suvidha deta hai . jo hamko microsoft oprating system ke liye bahut sari kimat dekar leni padati hai.

ubuntu
2004 me linux ne ek established enterprise server platform  ke sath khud ko establish kar liya tha but iske baad bhi kuch most computers. ubuntu os.  ke liye free software ko problem linux ke liye sabse badi samsya or challenge tha. bas isi soch ko laker mark shuttleworth ne linux project (linux projects-debian) par work karne wali ek developer teamko tayar kiya use sath laker ek easy to use linux based desktop “ubuntu” banane ki planning par kaam shuru kar diya and october 2004 iska ubuntu first version release kar diya jo lagbhag windows ki sabhi kami ko poora kar raha tha. ubuntu  ek universal social thinking ke sath. free os software jo sabke liye same terms and conditions sabke liye available. ubuntu os ko develop karne wali company uk-based canonical ltd. jo south african entrepreneur mark shuttleworth owner the iske.
finencial revenue generate karne ke liye technical support and help . karti hai. aur ubuntu other service sale karte hai. the ubuntu project, and  open-source software development. publicly committed hai sabhi ko internet per bilkul free me mil jata hai . ubuntu vs windows
ubuntu download free full version

windows and Linux me kya antar he

best url shortner


                   windows
                             ubuntu os
Ye bahut mahanga oprating system hai jise har normal user afford nahi kar sakte hai.
ye bilkul free of cost available hai. Jo jahir si baat hai ise koi bhi use kar sakte hai.
Isme aap kisi bhi company ka software use kar sakte hai jaise photoshop 7, ms office 2007,ya musice players.
Isme apko linux ke hi softwares use kar sakte hai.
windows data drives alag-alag hote hai. example- c,d,e,f ye sab partitions files and folders store karne kaam aate hai
linux tree directory par work karta hai. hierarchical file system ka use karta hai.
isme ek hard drive ko kayi bhago me divide kiya ja sakta hai  example- c: , d:, h: etc.
isme aisa nahi hota hai
hard drives, cd-roms, printers ,devices , scanners etc ko divice ke roop me jante hai
jabaki linux me divice ko peripherals files manate hai.
yaha par four type ke user account hote hai(1) administrator (2) standard (3) child ( 4) guest.
jabaki linux me only three type hi user account  hote hai (1) regular  (2) root  (3) service account. adi.
windows me administrator user ke pass sabhi administrative privileges rahate hai apne computer ke.
jabaki ubuntu/linux  os me only root user hi super user rahata hai aur usi ke pass apne pc ke sare administrative privileges hote hai.
windows me hum 2 files ko same name se save nahi kar sakte hai. bo bhi ek hi folder this is impossible.
idhar apke linux os me file naming convention case sensitive  hote hai jinki bajah se aap 2 files ko same same se same folder me save kar sakte hai.
microsoft windows me  sabhi my documents default home directory me hi rahate hai jnko aap change nahi kar sakte hai.
idhar linux users ke liye user /home/username directory create ise hi user ki home directory kaha jata hai.
closed source software hote hai aur ye kafi costly bhi hote hai.
ubuntu os bilkul free of cost open source software hota hai.
microsoft oprating system secure nahi rahata hai kyoki poori duniya jyadatar jitane bhi virus banaye jate hai isi os ko target karke banaye jate hai. isliye isme 98% virus attack ,malware ,worms ek common problem hai.
dusri taraf linux/ubuntu os secure hote hai. kyoki attackers ko iski directory ka bata nahi rahata hai kyoki user iski directory ko kabhi bhi change kar deta hai. aur virus isme run nahi hota hai.
microsoft single user aur multi tasking hota hai
aur ubuntu multi-user aur multi tasking  Hota hai.
Ise koi bhi hacker hack kar sakta hai
Isko hack karna 99% kathin hai.
Ise bank kea tm ke server me bahut kam use kiya jata hai
Ise lagbhag sabhi bank apnea tm ke server me use karte hai.

www.rojgarresult24.com a latest online job portal

download ubuntu server­,ubuntu, commercial linux mint se bilkul different hota hai . ye high-quality commercial version and a free ‘community’ version  me koi antar nahi karti hai.ubuntu aaj ke samay me 9 flavors (version) and darzano of local aur specialized derivatives hai. iske alawa special editions for servers, open stack clouds, and mobile devices version bhi available  is prakar se ye lagabhag sabhi devices me use hota hai. ubuntu still is and always will be free to use for all people, share and develop.



ubuntu free download – click here
download ubuntu server­- click here




Post a Comment

0 Comments
* Please Don't Spam Here. All the Comments are Reviewed by Admin.

Top Post Ad

mmmm

Ads Area