google kya hai
Type Here to Get Search Results !

mayhindi

google kya hai

what is google in hindi

Namskar dosto aaj me apke sath bahut hi importante knowledge share karne wala hu. Ap logo me kitne logo ko pata hai ki what is google (google kya hai hindi) About google.dosto ham aaj se 20 saal pahale ki baat kare to internet itna jyada popular nahi tha. Na hi internet par itani jyada jankari available thi. Jo jankari kisi bhi topic se related google me search karo kuch seconds me apke pass aa jati hail akin aaj se 20 saal pahale log bahut si moti-moti books ko padh kar , history of google in hindi.
jankari jutate the. Tab duniya me log ek dusre se ya fir badhi-badhi library me jake aisi jankari hasil karte the . kuchh log internet par jankari search nhi karte par unko kisi siteka pata nahi hota tha. Ki konsi jankari kaha se kis website se milegi. Aise daur(time) me do students ne is problem ka solution nikala. Vo solution tha google ka avishkar.
blogger best seo friendly template read this article

google kya hai. Who google owner. How can lunched google.

In sab ki bbat apko vistar se batayenge. Aap pooro post ko read kariye. What is google . google ka kya matalab hota hai is sawal ka jawab google me chhupa hua hai. Jaise ye duniya ka sapse popular aur trusted biggest in tha world search engine hai. Iske satha hi ye ek multi national company bhi hai. Jiske aaj duniya me 30 se bhi jyada online business hai. Jinse iske earning
hoti hai. Iske kuchh popular products ke naam bhi batata chalu- google’s most popular products = internet cloud computing, analytics, adsense, online storage(google drive) ,
youtube, blogger, android application playstore, google chrome browser, google’s android oprating system(android os kitkat) etc.

History of google . g

 4 September 1998, Menlo Park, California, United States
Supet tech world- read now
For latest government job visit here
g
Present time me google ek sabse badi company ke roop aaya he jiski har seconds me 1 crore jyada ki kamayi karti hai. Kya apko pata hai ki google ko do collage ke PHD student ne suruaat ki apne collage se hi. Jinke naam the dr.sergey brin and larry page ye dono Stanford University of California me apni study kar rahe the. Fir kya saalo ki mehanat ke baad un dono ne collage campus ke liye ek chhota sa search engine banaya. Jo success ho gaya. Jise padhayi poori Karne baad dono ne se word wide banana kaam bhi kaam poora kar diya . jise aaj bachchh- Janta hai koi jankari kaha se milegi  to answer google hi hota hai,
google income

Google Adsense Personal Identification Number

  1. Dosto ye baat 1996 ki jab Sergey brin and Larry page apne PHD par research kar rahe the tabhi unke man me search engine banana ka vichar Aaya Jaha par koi world type karte hi bo jankari uplabbha ho jaye.
  2. Google ko sabse pahale name BACKRUB(google)  diya gaya.jo page by page information ko store rakhata tha.
  3. google company hai jiska usa me headquarter he.
  4. Apko ek interesting baat batau 1997 me google ka naam googol Rakha Jana tha jo Galati se google ho gaya tha. Jo isi naam se mashahoor ho gaya.
  5. Dosto googal ka meaning to 1 ke baad 100 zero Hota hai.
  6. Google 2000 me google adwords ki service ko start kiya. Jo ek advertising ki sabse 
badi service dene wali company hai.
  1. Ek majedar baat 2004 ko 1st april ko google ne apni gmail ki service ko shuru kiya. Jis din log murkh diwas/april fool day manate hai.
  2. 2004-05 se google ek keyhole 3d map company ko kharida aur apni google map 
service ko shuru kar diya. Aur 2006 m3 google ne video sharing website youtube ko
bhi kharid liya.
  1. 2007 me google Motorola mobile company ko bhi kharid kar mobile ke bazaar me bhi dastak dedi.
  2. 2008 se google chrome browser ko launch kar diya jo duniya me sabse jyada use kiya jane wala browswe hai.
  3. 2011 me ek social sharing service google-plus ko bhi launch kar diya.
  4. 9 july 2012 me google ne google now and google voice search feature ko bh shuru kar diya jo aaj log sabse jyada use karte hai.
  5. 2013 me google glass ko market me launch kiya jo glass(chashma) ki help se bhi mobile yapc jo touch screen se kaam karte he unko chalaya jaskta hai.
  6. 2016 me google home service ki shuruwat hui jiski help se aap apne sabhi electronic divices ko voice se command de sakte ho.
  7. 2017 me google lanse tool ko shuru kiya jiski madad se aap photo ko click kark aap photo ki pahachan kar sakte hai.
  8. Google translater ko bhi google shuru kiya he jo kisi bhi language me apko translate karke apke layak bana deta hai.

  where is the headquarters of google

4 September 1998, Menlo Park, California, United States,Mountain View, California, United States.
Dosto apko ye jankari kaisi lagi comment karke hame jaroor bataye. Aur apna support hume jarur dete rahe. Me apke liye aisi hi kaam ki jankari lata rahunga.

Post a Comment

1 Comments
* Please Don't Spam Here. All the Comments are Reviewed by Admin.

हमें गेस्ट पोस्ट भेजने के लिए मेनूबार में गेस्ट पोस्ट नेब९नु पर जाये,

आपका आर्टिकल बिल्कुल orginal होना चाहिए
आर्टिकल कम से कम 1000 शब्दों का होना चाहिए
translated आर्टिकल को पब्लिश नहीं किया जायेगा
किसी ऑनलाइन माध्यम से generated आर्टिकल को स्वीकार नहीं किया जायेगा

Top Post Ad

mmmm

Ads Area