website ke liye free backlink kaise banaye
Type Here to Get Search Results !

website ke liye free backlink kaise banaye

onlyhindigk.blogspot.com

Do follow aur no-follow backlink kya hai jane hindi me.

Hello dosto kaise aap sab . aaj me apke liye bahut hi useful information dene wala hu. Ummid karta hau aap is post ko bhi apna ddher sara pyar denge. Dosto backlink kisi bhi website ya blog ki reedh ki haddi hoti duniya me jitani bhi website hai unki bahut sari hazaro se laker lakhon ki ginati me backlinks hoti hai. Aur google bhi unhi websites ko first page par show karta hai jinki backlink sabse jyada hoti hai. Me aaj apko isi ke bare me poori detail me bataunga. Aap hamari post ko dhyan se poora read kare jisse apki samajh me aa jaye.
importante baat ye bhi ki ek website ke 100% perfect SEO ke liye backlink bahut jaroori hatiyar hota hai. isliye website ya blog start karne se pahale backlink par bhi focus kare tabhi aap google adsense se unlimited earning kar sakte hai


Dofollow backlink kya hai

Dofollow backlink-  dosto backlink kya hoti hai. Hamare blog ya website ko kisi popular website se koi external link hamare blog ya website ko milti hai bahi backlink hoti hai . aur yr do prakar ki hoti hai.
1-    Dofollow backlink
2-    No-follow backlink
Dusre shabdo me kahe to agar me apki website ki link ya url ko apni website ya blog post me mention kar du ya apni kisi post me apki website ka url ya kisi post ka url dal du aur visitor meri post ke dwara apki website par aaye to vo backlink hoti hai .
Ye backlink dofollow ya no-follow website ke malik ke dwara banayi jati hai.ab ham ye bhi jan lete hai dofollow backlink ka structure kaisa hota hai.
<a
href=https://www.rojgarresult24.com>dofollow backlink kya hai in hindi<a> to ye ek dofollow backlink he
No-follow backlink kya hai



Dosto no-follow backlink dofollow se thodi kam jyada benifit wali nahi hoti hai. Isme apki website ko jyada fayada nahi milta hai.aur apki website ko rank bhi increase nahi ho pati hai.
Iska stracture kuchh is prakar ka hota hai.
<a
href=https://www.rojgarresult24.com”rel=”nofollow backlink kya hai in hindi</a>
ye backlink no-follow hoti hai kyo ki isme rel=”nofollow attribute laga diya hai.

Ab apki samajh me inka antar to pata chal gaya hi hoga.
Dofollow backlink kyo banaye aur iska kya benifit hota hai
Dosto ab me apko dofollow backlink ke fayade ke bare me batata hun. Aur ise kyo banana chahiye ye bhi batata hun.
·   Dofollow backlink se apki website ya blog ki domain authority badhati hai.
·   Is type ki backlink popular aur uniq aur trusted bhi hoti hai jo hamko kafi trafic dene wali bhi hoti hai.
·   Is tarah ki link se hamara trafic bahut tezi se boost ya increase hota jisse adsense se earning bhi boost hoti hai.
·   Google adsense ki CPC increase hoti hai.
·  Google page me hamari website ki ranking badhati hai.
·    Last search engine me hamari website ke 1st  page par show hoti hai.
·   Google hamari website ka other websites par link dekh kar hamari website ko jyada rank me lata hai.
Backlink kaise banaye

dosto apni website ke liye backlink kaise banaye. To iske liye liye sabse jyada popular tarika websites par comment karne wala hota hai. Aur search engine results pane ke liye  ye bahut jaroori hoti hai.
Ek profile backlink bhi hoti hai.
Forum backlink jisme kuchh forums hote hai jaha aap apni post ka title dalkar kafi traffic gain kar sakte ha.
Directory backlink ise kisi website ki directory se link kare gain kiya ja sakta hai. But ye succes nahi ho pati hai.
.edu backlink, .org backlink, .gov backlink ye high quality backlink generat ki jati hai.
Ab sawal ye aata hai hame konsi website se high quality backlink bana sakte hai.
Friends backlink banane se pahale hamesha us website ki domain authority ko jaroor check kar lena chahiye.
Dosto meri mane to kabhi bhi paid backlink na le. Kyo ki google use pahachan leta hai ya fir waha se bahut low quality ki backlink milti hai.
Isliye me to apko yahi suggest karoonga ki aap khud hi backlink banaye aur ha dosto me aapko ek baat bata du agar apko dofollow backlink chahiye to aap mujhe contect kare ya mujhe comment kare me apko dofollow backlink bana dunga.
Friends agar apko high PR website se backlink milti hai to apko jaroor bana leni chahiye lyoki isse apki website ki rank increase hoti hai.
Me ya kuchh most popular websites ke name bata raha hu jaha par register karke backlink bana sakte hai.
1-    Google plus- isme aap register karke profile me apni website ka link dale.
2-    Microsoft.com- yaha bhi aap high quality backlink bana skte hai.
3-    Youtube se bhi aap achchhi backlink creat kar sakte yaha apko about me jake apni website ki 5 post add kar skte hai.
4-    Mozilla.org se bhi apna account bana ke backlink bana sakte hai.
5-    Linkdin website se apko backlink mil jayegi. Kuchh steps fill karne ke baad.
6-    Reddit.com bhi bahut popular backlink provide karta hai aap ise bhi jaroor try kare.
7-    Facebook.com ko to aap jante hi he jiska duniya ki har website use karti hai
8-    Apple.com par apna account bana kar high quality ki backlink bana sakte hai.
9-    Amazon.com bhi kafi popular he ise bhi try jaroor kare.
10- Indiablogger.in ye naya aur popular hai. Try it.
Dosto ye jo mene apko kuchh legal websites batayi he aap une try kijiye baki kam google par chhod de vo ise kaf index kare. 1-2 month me apki website par bahut sara traffic aayega.
Friends apko ye post kaisi lagihaume comment karke jaroor bataye.
Last Word agar apko backlink banawani hai to aap hume comment karke jaroor bataye me  apki backlink jaroor banaunga 100% free.
Please share and subscribe my blog.

Thank for reading.

Post a Comment

6 Comments
* Please Don't Spam Here. All the Comments are Reviewed by Admin.
  1. bohot acha aricle hai ... m bhi new blogger hu aur backlink ke liye comment karta hun .. meri bhi backlink banane me help karo.. thanks https://assistmeindia.blogspot.com

    ReplyDelete
  2. nice article Sir

    ReplyDelete
  3. nice article i loved your article

    ReplyDelete
  4. Very nice post... but mera ek sawal hai Backlinks genreter use karne se adsense par kuch fark to nahi padta na? Isse adsense disapproved to nahi ho jayega?

    ReplyDelete
  5. adsense par koi fark nahi padta he bhai but aap menual hi backlink banaye to best he aur ha aap guest jaroor kare aur doffow backlink jyda banaye

    ReplyDelete

हमें गेस्ट पोस्ट भेजने के लिए मेनूबार में गेस्ट पोस्ट नेब९नु पर जाये,

आपका आर्टिकल बिल्कुल orginal होना चाहिए
आर्टिकल कम से कम 1000 शब्दों का होना चाहिए
translated आर्टिकल को पब्लिश नहीं किया जायेगा
किसी ऑनलाइन माध्यम से generated आर्टिकल को स्वीकार नहीं किया जायेगा

Top Post Ad

mmmm

Ads Area