website ka SEO score kaise check kare
Type Here to Get Search Results !

mayhindi

website ka SEO score kaise check kare

Website ka SEO score kaise increase kare

web health check
SEO

Namaskar dosto Kaise hai ap. Dosto Aaj ham apke sath bahut important knowledge share Karne wale hai.jankari 
Website ka SEO score kaise increase kare
, website ki sabhi errors ko fix Karne ki and website google 1st page me rank karate se related hai. To chaliye shuru Karte Hai.

Apni website/blog ka SEO score kaise check kare

Dosto website ya blog ka seo check karne ke liye ham alag-alag free tools ka use karte hai sath hi us blog/website ki kami bhi pata chal jata hai jise aasani se fix kar sakte hai.uske liye sabse popular top 5 website ka use kar sakte hai aur india kar har bada blogger uska use karta hai. Aap ne kabhi ye socha hai ki aap bahut achhi post likhate hai aur usme SEO yani (Search Engine Optimization) bhi achchhe se set kar dete hai fir bhi hamari koi bhi post google ke 1st page me show nahi hoti hai. To iska sabse bada main reason(karan) hamari website/blog me kuchh hidden errors he jo hame dikhayi nahi dete hai. Aaj me jo apko SEO score websites(SEO tools)bataunga. Jisse apko apni website ki kami malum ho jayegi to AAP use thik kar sakoge.

SEO Score kya hota hai aur minimum kitana hona chahiye

Dosto SEO Score se ham apni website ko Online Analyze karte hai. Aur Uski SEO report check kar sakte hai. Jisse hame pata chalata hai ki hamari website kitne percentage Score rakhati google par.aur ha sabhi website SEO Score same nahi hota hai.

SEO Score  Kitna Hona Chahiye

Baise to SEO Scores 40% se 50% achchha(Good) Hota hai, aur 60% se 75% beech very good Hota hai aur uske Baad 75% se 85 ke beech Excellent rahata hai And Last 85% plus Super Excellent Hota Hai.
To sabse pahale aapko apni website ka SEO(Search Engine Optimization) Score check karna hai taki apko pata chal sake ki apki website google me kitne rank par hai.
Dosto me apko TOP 5 Free website ko bata raha hun. Jinki help se aap apni website ki chhoti se chhoti problem ko check kar sakte hai aur unko thik karke aapko bilkul real and automatic organic Traffice apko search engine se milega.

SEO SCORE APKO KYA JANKARI MILEGI

·         In top and best website se apko apki website bahut sari information milegi.
·         SEO Tital MetaTags, Meta Discription,Heading,keyword Cloud,Page views,aur apke high rank wali posts bhi show hogi and H1,H2,H3.....H6 etc. Tamam jankari mil jayegi.
·         Monthly international organic traffic report and Pageviews.
·         Apki website ki Alexa Rank bhi apko show hogi jo kafi importan hai.
·         Apki total kitani posts google me index he ye bhi jankari mil jati hai.
·         In 5 websites se paki backlink ki information milti hai.
·         Website ka responsive score ki report mil jati hai aur ye pata chalta hai ki apki website mobile ya pc ke anusar responsive hai ya nahi aur apka font style kya hai  ye bhi bahut jaroori baat hai.
·         Website ki page open Load hone ki speed kitani hai ye bhi pata chalta hai.
·         Crowl Errors,URL 404,503 Errors Backlinks score kya hai ye bhi malum hota hai.
·         Social media engagement bhi badhi aasani se pata laga sakte hai.
·         Last dosto iske alawa aur bhi bahut kuchh he kahane ka matalab he ye 5 website kisi bhi website ka full helth checkup kar karke he website ki helth ko check karte hai.

Website/blog SEO health report’s Top 5 free website or (free seo checker) 2018-19

·         seositecheckup.com
·         woorank.com
·         seotesteronline.com
·         seocentro.com
·         quicksprout.com
·         smallseotool.in
upper in sabhi 6 website ko use karke AAP apni website/ blog ka Url enter karke Apni website ki sari SEO related details ko dekh kar uske hisab se ap Apni website helth me sudhar kar skate hai fir apki website me kitani fast grow kargi. Google page speed insight se ckeck kar sakte hai. website ko google me rank karwa sakte aur fir apko fir Kitana traffic increase, Hota Hai. ye Hume jaroor comment karke bataye.
Apko Hamari ye post kaisi lagi ye hame comment karke jaroor bataye. Apse fir mulakat hogi ki new topic ke sath.
Thanks for visiting our blog






Post a Comment

5 Comments
* Please Don't Spam Here. All the Comments are Reviewed by Admin.
  1. बोहोत ही बढ़िया इसी आर्टिकल का बोहोत दिनों से इंतज़ार था अब मेरी प्रोब्लेम सॉल्व हो गई Thanks Usefull information

    ReplyDelete
  2. Hello Bhai Please apna Number Send Kardo Or Details lena hai

    ReplyDelete

हमें गेस्ट पोस्ट भेजने के लिए मेनूबार में गेस्ट पोस्ट नेब९नु पर जाये,

आपका आर्टिकल बिल्कुल orginal होना चाहिए
आर्टिकल कम से कम 1000 शब्दों का होना चाहिए
translated आर्टिकल को पब्लिश नहीं किया जायेगा
किसी ऑनलाइन माध्यम से generated आर्टिकल को स्वीकार नहीं किया जायेगा

Top Post Ad

mmmm

Ads Area