seo meta tags html importance for blogger
Type Here to Get Search Results !

seo meta tags html importance for blogger

Meta tag kya hota hai?

Hello dosto ,aaj main apke samne ek fir nayi aur intrasting jankari ke sath hazir hun. dosto aaj ki post un sabhi readers ke liye khas hai jinhone blog/website banali hai. dosto mai kai dinse logo se sun raha tha ki hamari website ya blog google ya fir bing jaise search engine me kyo show hari hai . meri pichhali post ko aapne bahut pyar diya . aur mujhse ye sawal kiya to mene unko meta tag ke baare me bataya.
dosto agar apke koi bina print wale pouch ko de aur pooche ki isme kya hai to aap shayad bata nahi payenge. bas yahi condition hamare blog ke sath hoti hai. meta tag ek blueprint hota hai . jo duniya ki har website ka hota hai. agar ham apni website ka meta tage nai karenge to google ya bing ,yahoo jaise search engine ye kabhi nahi samajh payenge ki apki website me kya jankari hai, aap kya post karte ho . bas ye galati lagbhag har naya blogger karta hai.
meta tag hamare blog ka discription{about} hota hai. jisme hamare blog/website ki jankaro hoti hai. tabhi google/bing jaise search engine apke blog ko crowl karte hai aur apke blog ya website ki rank increase hoti hai.
dosto meta tag hamari website ka ek reper/ cover print he jisse search engine ko jankari ho jati ki apki website kon-kon si knowlage visitors ko deti hai. aur google/bing/yahoo jaise badhe-badhe search engine ko bhi isse ya pata chalata hai ki usi meta tag discription aur apke keywords ke hisab se search me lata hai,
ek safal blogger banane ke liye meta tag aur discription ko bahut hi prabhavi tarike use karna chahiye.

SEO Friendly Meta tag Kyo jaroori hota hai ?

dosto me apko batana chahunga ki SEO do prakar se add kar dakte hai.
  1.  on page SEO
  2. off page SEO
  3. meta tage
yaha me apko on page SEO Friendly meta tag ke bare me bataunga. ye mera dawa he agar ye kar liya to apko bahut jyada fayada milta hai. hamare kai readers ne ye galati kar dihai ki unhone blog banaya meta tag bhi dal diya par unka blog ya website eank me nahi hai to vo log mujhse poochh rahe the ki sir aap seo friendly meta tag ke bare me knowladge do. 
dear readers main apko bata du ki hamari website ya blog me do prakar ke meta tag use kiye jate hai.
  • home page discription
  • seo metatags
ye dono hi ek dusre se kafi alag-alag hote hai, mere kuchh readers ne home me post ka discription aur post me home me home page ka discription dal dete hai to aisi websites ko google crowl nahi kar pata hai kyo ki seaech engine ko pata nahi chal pata ki apka blog kis bare me hai discription kis bare me hai.meta description jaroori he
kabhi kabhi me dost online meta tag genarate karke blog me add kar dete hai . fir bhi unko koi fayada nahi hota hai. jab aap meta tag online banate ho to bo kuch common words ko leta hai jo kabhi kabhi bekar ke hote . yaha me usi ka solution dene wala kyoki  hume khuch words menualy add karne hote hai. 

Metatage kis prakar se likhana chahiye 

yaha me meta tag ka ek format de raha hu jise aap follow karenge to apko 80%-99% benifit milega ye mera vishwas hai
  1. sabse pahale apne blog ka discription dale ki apka blog kis bare me hai
  2. apke blog ka topic konsa hai{jaise youtube/adsense/education/blogger/ earn money etc.}
  3. author name { yaha post ke writer ka name dale/ apna name
  4. country { yaha aap apna country na name dale- india. bangladesh, pakistan etc.}
  5. launguage- jo apni bhasha jisme aap post dalte ho hidi/endlish/ urdu etc.
  6. kin-kis words ko search me lana hai- {yaha aap all karde}
ya fir dosto aap neche diye gaye box se code ko copy karle aur usme edit karke template ke html me paste kar de



ya fir aap apne blog ya website ke li neeche diye gaye link se online meta tags genarate kar sakte ho

meta tags generator

sabse pahale aap apne blog ke deshboard me signup kare . iske baad vaha se aap theme wale option par click kare toke same aisi screen open hogi
onlyhindigk.blogspot.in

iske baad apko yaha se Edit Html par click karna hai . click karte hi apke samne template ka sara thml code open ho jayega aur vaha apko sirf khali jagah par mouse pointer le jakar click kare aur keyboard ki CRT+F dabaye 

onlyhindigk.blogspot.in


aur to apke samne aisi windows open hogi. jaha apki search bar me apko type karna hai. <head> bas is head ke samne cursor le jakar ek bar enter dabaye to aap head se neeche ki khali jagah me jo code apne upar se copy kiya tha aur edit kiya tha use paste kar de . agar apke pass pc ya laptop nahi hai to mobile me keyboard me 


ek teer ke nishan se enter kar sakte hai. ab code ko paste karne ke baad ooper ki taraf left side me save theme par click kar de.
dosto agar ye post apko use full lagi hoto please subscribe karna na bhoole



Tags

Post a Comment

3 Comments
* Please Don't Spam Here. All the Comments are Reviewed by Admin.
  1. IAS, IPS. IFS भारत की सबसे कठिन परीक्षाओं में से एक हैं। हर साल लाखों कैंडिडेट्स IAS की तैयारी करते हैं, लेकिन इनमें से चुनिंदा ही एग्जाम क्रेक कर पाते हैं। यूपीएससी हर साल इस परीक्षा को आयोजित करता है।

    https://goo.gl/fzMQTk
    http://gkdiary.com

    #GKDiary #GKwaliDiary #GKDiaryIAS

    ReplyDelete
  2. This comment has been removed by a blog administrator.

    ReplyDelete

हमें गेस्ट पोस्ट भेजने के लिए मेनूबार में गेस्ट पोस्ट नेब९नु पर जाये,

आपका आर्टिकल बिल्कुल orginal होना चाहिए
आर्टिकल कम से कम 1000 शब्दों का होना चाहिए
translated आर्टिकल को पब्लिश नहीं किया जायेगा
किसी ऑनलाइन माध्यम से generated आर्टिकल को स्वीकार नहीं किया जायेगा

Top Post Ad

mmmm

Ads Area