computer me virus attack kaise roke
Type Here to Get Search Results !

computer me virus attack kaise roke

https://www.hindigrammar.xyz

Dosto Aap Ne Computer Mai Virus Ke Bare Mai Bahut Suna Hoga. Aur Bahut Se Log To Apne Computer Mai Antivirus Ka Use Bhi Karte Hai. Fir Bhi Unke Computer Mai Virus Hota Hai.

Aur Wo Bahut Hi Paresan......
Rehte Hai Ki Jab Bhi Wo Compuer Use Karte Hai To Unka Computer Hang Hone Lagta Hai. To Dosto Mai Aap Ko Bataunga Ki Aap Apne Computer Mai Se Virus Ki Problem Ko Kaise Dor Kar Sakte Hai. onlyhindigk.blogspot.in

Normal Si Bat Hai Ki Jis Par Bhi Computer Hoga Wo Internet Jarur Use Karta Hoga. Kyuki Bina Internet Ke Computer Koi Bhi Use Nahi Karta Hai. Bahut Se log Apna Online Business Karne Ke Liye Internet Ka Use Karte Hai. Aur Bahut Se Log Enterteinment Ke Liye Internet Use Karte Hai.
Bahut Se Log Jo Internet Ke Bare Mai Kam Knowledge Rakhte Hai Wo Log Faltu Ki Website Ko Khoolte Hai. Jinki Wajah Se Bhi Virus Aa Jata Hai.

 Virus Computer Mai Aata kaise hai


Bahut Se Computer Users Ko Ye Pata Nahi Hota Hai Ki Virus  KyHota Hai Aur Ye Kis  Reason Se Hamare Computer Mai Aa Jata Hai.
  1. Internet Users Bahut Se untrusted Website Ko Open Karte Hai. Jinme Jaane Se Hamare Pc Mai Virus Aa Jata Hai.
  2. Bahut Se Log Faltu Ki Cheezo Ko Pc Mai Download Karte Hai. Jinke Karan Bhi Hamare Pc Mai Virus aa Jata Hai.
  3. Bahut Se Log Pen Drive Ka Use Karte Hai Aur Pen Drive Se To Bahut Virus Aa Jata Hai.
  4. Aur Bahut Se Virus Hamare Pc Mai Internet Ke Karan Enter Karte Hai. Aur Hamko Pata Bhi Nahi Chalta Hai. onlyhindigk.blogspot.in
  5. Aur sabse badi galati tab karte hai jab hum kisi porn website par jake email se signup kar jate hai to vaha se spam email aane lagte hai aur us email par abhut se link diye hote hai to virus aa jate hai
  6. kabhi - kabhi apne dekha hoga apko lottory jeetne ka email aata hai to apko koi file download karne ki bola jata hai us file ko download karte hi virus pc me enter kar jata hai
  7. online software download karne se bhi hamare pc me virus ghus jata hai
Virus Ek Aise code hai Hai Jo Computer Owner Ke Bina Computer Mai Enter Kar Jaata Hai Aur Pure Computer Ko Hang Sa Kar Deta Hai. Virus Ek Tarah Ka Programming code Sa Hota Hai Jo Hamri Bina Marzi Ke Computer Mai Enter Kar Jata Hai. Aur Hamare Computer Mai Files Ko Nuksan Karta Hai. Virus Computer Ki Memory Mai Bahut Jaldi Enter Karta Hai. Aur Hamara Pc Bahut Slow Work Karna Start Kar Deta Hai.Jiske Karan Hamara Pc Hang Hone Lagta Hai Aur Ham Koi Bhi Kam Karte Hai To Hamara Pc hong Ho Jata hai Aur Ham Shi Dang Se Koi Kam Nahi Kar Paate Hai.

To Dosto Mai Kuch Method Batauga Jisse Aap Apne Computer Mai Se Virus Ko Hata Sakte Hai.

stap 1: Temporary File Ko Delete kaise Kare.

Hamare Computer Ka Hang Hone Ka Sabse Bada Karan Ye Hai Ki Ham Hamare Computer Mai Temporary Files Ko Delete Nahi Karte Hai Aur Bahut Se Logo Ko Ye Pata Bahi Nhi Hota Hai Ki Tomporary File Kisme Hoti Hai Aur Wo Kaise Delete Ki Jaati Hai. To Mai Apko Bataunga Ki Aap Sabse Pehle Apne computer Mai Se Temporary Files Ko Kaise Delete Karenge .
https://www.hindigrammar.xyz

  • Sabse Pehle Aap Ko Apne Computer Mai Start Button Par Click Karna Hai Aur Run Option Par Jaana Hai
  • Run Option Mai Jaane Ke Bad Apko Usme Type Karna Hai
  • %Temp% Ye Type Karne Ke Bad Apko Enter Kar Dena Hai
  • Apke Computer Mai Jitni Bhi Temporary Files Hongi Wo Sari Temporary Files Apke Samne Aa Jayengi Aur Aap Un Temporary Files Ko Shift+Delete Ke Sath Delete Kar De
  • iske alawa aap HOME+R dabaye aur fir type kare TEMP baad jitani bhi faltu ki files hogi unko crt+A se select karke Sift+Delete daba kar delete kar de
Stap 2: Pc Working Check Kare.
 Sabhi Computer Mai Virus Same Hota Hai. Isliye computer Ki Hardware Ki Activity Check Karna Chachiye.  Aur Yahi Apke Computer Mai Koi Bhi Software Useable Nahi Hai to Aap Us Software Ko Unstall Kar De. Aur Fir bhi Apke Computer Mai Hardware Ki Light Up and Down Ho Raha Hai To Apke Computer Mai Jarur Virus Hai. onlyhindigk.blogspot.in
Aur Yadi Apke Computer and Laptop Ko Start Hone Mai Normal Se Adhik Time Lage To Ye Bhi Virus Ka Hi Karan Hai. 

stap 3: Internet Browser Check Kare.

Bahut Si Bar Jab Ham Internet Use Karte Hai. To Ham Website Par Lage Clicko Par Click Kar Dete Hai. Aur Wo Add Hame Faltu Ki Website Par Le Jaate Hai. Jisse Hamare Computer Mai Virus aa Jaata Hai. Hamko Internet Use Karte Time Faltu Ki Site Ko Open Na Hi Kare To Aacha Hai. Kyuki Hamare Computer Mai Internet Se Bahut Virus Aate Hai. Isliye Hamko Utna Hi Website Use Karna Chahiye Jitna Hamara Kam Ho. Otherwise Faltu Ki Website Hamare System KO Hang Kar Deti Hai.
Aur Hamare Pc Mai Virus Aa Jaata Hai.
onlyhindigk.blogspot.in


Bahut Si Bar Ham Faltu Ki Website Par Pop Up Message Ko Use Kar Lete Hai. Aur Jab Bhi Ham Apne Computer Mai Browser Open Karte Hai To Pop Up Message Automatically  Aane Start Ho Jaaye To Samjh Lena Ki Apke Pc Mai Virus Hai.
onlyhindigk.blogspot.in


computer me se viruse ko remove kaise kare



Mene Uper Bataya Ki Apke Computer Ya Laptop Mai Virus Kaise Enter Karta Hai Aur Ab Mai Bata Raha Hu Ki Virus Ko Apne Computer Mai Se Kaise Remove Kare.
Koi Bhi Antivirus Ko Aapke Computer Ko Safe Rakhe Wo Antivirus Aap Apne Computer Mai Dala Le Kyuki Antivirus Hi Hai Jo Hamare Computer Ko Safe Rakhta Hai. Aur Hamare Computer Mai Se Virus Nikalta Hai. Aur Jab Bhi Ham Koi Pendrive Ya Koi Oterh Cheez Use Karte Hai To antivirus Se Scan Karke Use Karenge To Virus Hamare Computer Mai Nahi Aa Sakega.
Sabse last me me kahunga ki aap koi letest aur badhiya sa antivirus apne pc me dale aur use weekly scan kare rahe, 
aur hai kabhi bhi  kisi software ka crack virson apne pc me install na kare usse torjon horse jaise dengerus virus aane ke 90% chance hote hai. 
me ye sab isliye bata raha hu kyoki aisa mere sath ho chuka hai, aur jaha tak apko apne windows aur data ka backup bana kar rakhana chahiye.
baise microsoft company ne windows ke sath naya software update kiya hai windows  defender diya he use samay samay par update karte rahe.
ya fir microsoft security essentials ka use karte rahe jo apko chhote - chhote virus se bachane help karenge
dosto agar apko ye post achhi lagi to jaroor apne dosto ke dath share kare

Post a Comment

0 Comments
* Please Don't Spam Here. All the Comments are Reviewed by Admin.

Top Post Ad

mmmm

Ads Area